How To UnBlock Website Link Share Facebook
FaceBook Per Apni Website Ke Link Ko Kese UnBlock. Karein Janiye Yaha Per
Namaskar Doston Mera Name Mukesh Gurjar Aj Main Apko Bataunga Ki Ap Apni Website Ke Link Ko Kese UnBlock Karte Hai Agar Apki Website Ka Link Facebook Block Karein To
Main Ek Web Site Devloper Hu To Bahut Sare Bhai Muje Call Kar Ke Punchte Hai Sir Mera Website Ka Link Fb Ne Block Kar Diya Hai
To Maine Socha Kui Na Eske Uper Ek Post Banai Jaye Taki Freinds Pad Kar Achi Tarah Se Samaj Sake
Reason Of Block Your Website Link:-
To Main Apko Bata Du Ki Kui Apke Site Ka Link Block Hota Hai Kya Ap Galti Karte Ho
1. To Jab Ap New Website Banwate Ho To Ap Bhi Yahi Chahte Ho Ki Hamara Website Sabi Logon Tak Pahuche Is Liye Ap Bar-2 Fb Per apna Link Share Karte Rehte Ho
Jab Ap Aisa Karte Ho To Facebook Team Ko Lagta Hai Ki Yeh Spam Kar Raha Hai
Kui Ki Facebook Nahi Chahta Hai Kui Ki Usne Website Promotion Ka System De Raka Hai Apki Id Pe Paid
To Free Main Ap Link Share Karoge To Wo Spamming Main Ata Hai
2. FaceBook Se Apki Website Ka Link Block Hone Ka Ek Or Bhi Karan Hai Jo Hai Tag Freinds Ji Ha
Agar Ap Apni Website Ke Link Ko Share Karte Ho Fb Pe To Ap Ek Or Galti Karte Ho Ki Ap Bahut Doston Ko Tag Kar Dete Ho
Jiska Parinaam Apko Kudh Ko Bhugatna Hota Hai Apke Dwara Tag Kiya Freinds Apki Website Ka Report Facebook Ko Kar Deta Hai
Jiske Karan Apka Site Ko Facebook Se Block Kar Diya Jata Hai
How To Avoid Getting Links Blocked :-
Link Block Hone Se Bachne Ke Liye In Meri 3 Bathon Ko Dyan Main Rakna Sayad Apko Link Kabi Block Nai Hoga
1. Agar Ap Facebook Pe Apni Site Ke Link Ko Share Karna Chahte Hai To Apne Site Ke Name Se Ek Page Create Karna Or Usi Page Pe Apna Link Share Karein
2. Apki Website Pe Koi Galat Content Nai Hona Chaiye Agar Aisa Content Hai To Page Per Bhi Share Na Karein
3. Apko Apni Site Ka Link Din Main Sirf Ek Bar Share Karna Hoga Jayda Nai
How To UnBlock Your Blocked Website Link:-
1. Open Crome Browser
2. Sign in Facebook User Password
3. Post Your Blocked Website Link
4. When Show Let Us Click On it
5. Type & Paste Request
Hello Facebook Team YourDomain.com Is My Own Website And Realy This Is Safe For All Facebook Users We Cannot Use Any Bad And Dirty Content Or Script On Our Website So Please UnBlock My Website
Domain - YourDomain.Com
6. Finally Waiting Some Days Website UnBlock Facebook Team
Yeh Trick Main Kudh Try Kiya Hu Jab Mera Hua To Main Apko Bata Raha Hu Agar Apke Pas 2-4 Id Hai Fb To Sabi Se Ek Bar Request Jarur Karein
Doston Muje Asha Nahi Pura Viswas Hai Apko Mera Post Samaj Aa Gaya Hoga Agar Fir Bhi Mujse Koi Galti Ho Gai Ho To Very Very Sorry And Apna Vichar Niche Comment Box Main Jakar Jarur Likhe
Thanks For Reading My Post Please Share Your Friends