.Ooo Domain Free Register Kese Karte | How To Register Top Level Domain .Ooo Domain Free
Namaskar Doston Mera Name Mukesh Gurjar Hai Aaj Main Apko Is Post K Jariye Bataunga Ki Ek Top Level Domain Ko Free Main Kese Liya Jata Hai
To Doston Sabse Pehle Ap Apne Crome Browser Main Type Kijiyega Buy.ooo
Site Open Kijiyega Ab Apko Upar Ek Coupan Code Dikai Dega GETooo
Ap Coupen Code Ko Copy Kr Lijiyega Or apko Jis Name Se Domain Book Karna hai usko Search Box Main Type Kijiyega
Agar Apka Domain Kisi Ne Book Nai Kiya Hoga To Available Bata Dega Uske Samne Select Per Click Kijiye
Ab Apko Ek New Page Dikai Dega Us Pe Apko Apna Coupen Code Ko paste Karna Hoga Or Apply Karna Hoga Code Daal Kr Apply Karna Hoga Agar Ap Pehle Bar Site Pe Aye Honge Ap To Apko Ek Domain Free Mil Jayega Apply Karte Hi Amount 0.00 Ho Jayega
Ab Ap Create New Account Per Click Kijiye Or Apna All Details Fill Karna Hoga Apna Sahi Details Daliyega
Ab Niche Apko Tarm & Condition per Mar Kar Dijiyega Or Fir Niche Jana Waha Ek Or Option Ayega Chaptcha Verification Ka Usko Veryfy Kar Dijiyega I Am Not Robot per Click Karna Hoga Or Right Tik Mark Kar Dijiyega
Ab Apko Niche Submit Button Dikai Dega Us Pe Click Karoge To Apko Domain Seccussfully Register Ho Jayega
Ab Apko Gmail.com Per Ja Kar Account Ko Veryfy Kar Dijiyega
Ab Apko Login Page Dikai Dega Us Pe Apna Login Details Daliyega Or Name Sarver Pe Ja Kr Apna Name Sarver Set Kr Lijiyega
Note:- Yeh Domain Apko Ek Ip Se Sirf Ek Hi Domain Free Diya Jayega Agar Ap Ek Domain Free Le Chuke Ho To Fir Se Book Karoge Koi Domain To Charge Dena Hoga
Ap Dusre Mobile Yaha CumpuCom Se Le Sakte Ho Free Domain
Doston Muje Asha Nai Pura Viswas Hai Ki Meri Di Hui Jankari Achhi Tarah Se Samaj Main Aa Gayi Hogi Agar Fir Bhi Koi Problem Ho To Hame Comment Box Main Apni Problem Hame Share Karein Hum Apko Help Jarur Karenge